Jitni bhi roshni hai tujhme dekhta hoon,
Na itni chand me hai na suraj me dekhta hoon,
Tujko dekh kar chand tare bhi jalte hai,
Aadmi to kya fariste bhi aah bharte hai,
Khuda ki sari niyamat tujme dekhta hoon,
Jitni bhi roshni hai tujme dekhta hoon,
Teri khubsurat aankhe taro ki barat hai,
Aashik ki kayamat hai punam ki raat hai
Kya yeh hakiqat hai ya khwab hai,
Jitni bhi roshni hai tujme dekhta hoon,
Aisi kamsin dilruba aagar hamsafar ho,
Kasam hai khuda ki to kya baat hai,
Hasino me jo baat nahi jo tujme dekhta hoon,
Jitni bhi roshni hai tujme dekhta hoon,
Hum to khushnasib hai ki tumne hamari khabar li,
Aahe bhatak rahi thi kasam hai khuda ki,
Hushna ki sari najakat tujme dekhta hoon,
Jitni bhi roshni hai tujme dekhta hoon