Sad Quotes

Sad Quotes


Usne kaha ..
Tum me pehle jaisi baat nhi
Maine kaha ..
Zindgi me tera jo sath nahi.....

Usne kaha ..
Ab bhi kisi ki aankhon me dub sakte ho kyaa,.
Maine kaha..
Ab kisi ki aankhon me wo baat nhi.....

Usne kaha ..
Kyon itna toot kar chaha mujhe,.
Maine kaha
Insaan hoon koi patthar zaat nhi.....

Usne kaha..
Kya bewaafa hoon main,.
Maine kaha..
Mujhe ab waafa par aitbaar nhi.....

Usne kaha..
Bhul jaao mujhe,.
Maine kaha..
Tum haqiqat ho koi khawab nahi.....





Real Time Analytics