RAMDAN MUBARAK
Everyone of us wants to know what happens during Ramzan, so here we are sharing the short details about it.
Ramzan Me Insan Apni Fitrat Par Kabu Karna Sikhta Hai..
Zuban Pit Piche Buraiya na Karna sikhti hai..
Aakhein Galat Cheeze Na Dekhna sikhti Hai aur
Hath Chori aur dusre bure kam na Karna sikhte Hai..
Aur Kaan Bekaar ki Baatein aur Dusro ki Burai sunne se khudko rokte hai..
Aur Pair Insan ko Galat Rah se Jane ko Rokte Hai...
Sirf Zuban hi Nahi Insan ke Sharir ka har Hissa Roza Rakhta Hai..
Isliye Rozo ka Tahluq Sirf Zism se Nahi
Balke Insan ka Jism, Rooh Jab Allah k Rah Me Aate Hai tab Roza Mukkamal Hota Hai..
In this holy month of Ramadan, may you all blessed with good health,prosperity and May Allah's blessings always shine upon us.